"Shri Paramhans Advait Mat"
🌼 "Shri Paramhans Advait Mat ka Itihaas":🙏 Shri Paramhans Advaitanand Ji Maharaj Ji ne 18th century mein is mat ki sthaapna ki thi. Unka janm Uttar Pradesh ke Chhapra (Bihar) Me Hua Tha. Swami Ji ne bhakti aur atma-gyan ka sandesh diya aur param satguru ki sharan mein jaane ka marg bataya. Swami Ji bachpan se hi adhyatmik prakriti ke the aur unhone manushya jeevan ke asli uddeshya—aatma-gyan aur bhagwan ka anubhav karna—ko paane ka marg dikhaya. Swami Ji ka sandesh tha: > "Naam japna, satguru ki sharan lena aur mann ko vash mein rakhkar jeevan ka uddhaar karna." 🏵️ Shri Anandpur Dham ka Mahatva: Shri Anandpur Dham, jo ki Ashoknagar MADHYA PARDESH (M.P) Me sthit hai, Paramhans Advait Mat ka mukhya dham hai. Yahan shishyaon ka sangathan aur guru parampara ka prachaar hota hai. Bhajan, simran, satsang aur naam-daan (guru mantra) diya jaata hai. Duniya bhar ke sadhak yahan aakar aatm-bodh aur shanti ka anubhav karte hain. 🎵 Mukhy Shiksha: Naam-simran ka mahattv...